Song - Doob Gaye
Singer - Guru Randhawa
Music - B Praak
Lyrics - Jaani
Music Supervision - Raj Chanana, Shivam Chanana, Sonal Chawla, Vivin Sachdeva
Mixing & Mastering - Gurjinder Singh and Akash Bambar
Doob Gaye
Hmm.. Tu Yun Na Judaiyon Ki
Haaye Baatein Kiya Kar
Hum Chhote Dilwale Hain
Dar Jayenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Nibhayi Rasma Ve
Oh Tainu Kasma Ve
Tu Mainu Chhodiyo Na
Mere Khasma Ve
Nibhayi Rasma Ve
Oh Tainu Kasma Ve
Tu Mainu Chhodiyo Na
Mere Khasma Ve
Hum Khali Khali Khali
Is Khali Duniya Mein
Tu Hath Zara Lagana Re
Bhar Jayenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Tumhein Kabhi Jo Mujhko Chhod Kar
Phir Wapas Aana Hoga
Mere Ghar Ka Pata Mere Shehar Ka
Pagal Khana Hoga
Tumhein Kabhi Jo Mujhko Chhod Kar
Phir Wapas Aana Hoga
Mere Ghar Ka Pata Mere Shehar Ka
Pagal Khana Hoga
Oh Mere Ghar Ka Pata Mere Shehar Ka
Pagal Khana Hoga
Oh Tere Bin Yeh Duniya Wale
Duniya Wale Oh Jaani
Haaye Pooch Pooch Tera Haal
Pagal Kar Jayenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Yeh Bas Baatein Kar Sakte Hain
Aur Kuch Bhi Kar Nahi Sakte
Yeh Tere Deewane Nakli Se
Tere Vaaste Mar Nahi Sakte
Yeh Tere Deewane Nakli Se
Tere Vaaste Mar Nahi Sakte
Ek Hum Hai Teri Khatir
Bas Tere Kehne Pe
Haaye Bina Kisi Sawaal
Sooli Chadh Jayenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Arey Baahar Agar Nikle Toh
Mar Jayenge
Click here to watch the video👇👇👇
إرسال تعليق
Suggest me new songs or your favourite songs and i will upload the lyrics of your favourite's song